Latest Updates


imam Ali (A.s)


The First Imam


Imam Ali Al-Murtadha (AS)


Amir-ul-Mo'mineen

Name - Ali
Title - Al-Murtaza, Al-Amir-ul-Mo'mineen, Abu-Turab, Asadullah
Kunyat - Abul Hasan
Born - Friday 13th of Rajab, in the Holy Ka'ba
Father's Name - Abu Talib-ibne-Abdul Muttalib
Mother's Name - Fatima bint-e-Asad
Died - at the age of 63 years, at Kufa, on Monday, the 21st Ramadan 40 AH, murdered by an assassin who mortally wounded him with a poisoned sword in the Mosque at Kufa during morning prayers on the 19th of Ramadan.
Buried - Najaf, near Kufa.


Saying Of Mola Ali (A.S)


HAZART ALI (R.A) said:
Lambi dosti k leay 2 chezon per amal karo
(1)
Apne dost se gusse me baat mat kro,
or
(2)
Apny dost ki gusse me kahi hoi
baat dil pe mat lo.,.,.,.


Duniya mein behtreen insan wo
hai jis k liye koi roye,

Aur
Badtareen insaan wo hai jis
ki waja se koi roye.

HAZRAT ALI(A.S)


Kisi Ka Dil Mat Dukhao,
Ho Skta Ha Wo Tmhein Aise
Chahta Ho Jese Marne Wala
Zindgi?.!
HAZRAT ALI (R.A)


Farman imam Ali a.s
Insaan ki jahalat is say barh kar kya hogi kay wo apni qadar-o-manzalat ko na pehchanay..
ReF:Nehjal balagha khutba 45


Namaz parhnay k doraan tumhari kaifiyat in 2 main se ek zaroor hona chahiye:
1. Tum Khuda ko Dekh rahay ho
2. Ya phir Khuda Tumhain dekh raha hai.?"
__Hazrat Imam ALI a.s__


"Yeh na socho k ALLAH dua
Foran qabool kyun nahi karta,
Yeh shukar karo k ALLAH hamaray
Gunaahon ki saza foran nahi deta.."
( Hazrat Ali )


***Insaan ko Achhi Neyat pay wo Inaam Milta hay,
Jo Ussay Achay Ammal per Bhi Nahi Milta.

Q k

Neyat May Dikhawa Nahi Hota.***
HAZRAT ALI (R.A)


1 comments:

farogheaza said...

great mashallah allama asif alvi message about bill

Post a Comment

 
| - |